Bareilly se Hoon
14/10/2023
Jeeni hai ek lambi umar tum saath nibha paogi kya,
Pyar hai tujhse iss baat ka naara laga paogi kya,
Main ladd kar aaunga ghar se tum milne
aa paogi kya,
Or agar ye ishq, mohabbat, pyar pagalpan lagta hai tumko,
To hamari inn yaado ko dafna paogi kya,
Or tum humari fikar mat krna,
Humpr marne ka dawa mat karna,
Agar pata chala duniya ko,
To tum unke taane sunn paaogi kya,
Or Jeeni hai ek lambi umar tum saath nibha paogi kya,
Tum saath nibha paogi kya.......... 🥲
13/10/2023
WHO AM I 🙂? ...............
10/10/2023
Duty is the essence of Manhood 🔞
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Contact the public figure
Telephone
Address
Bareilly