rishabh_creation_
26/01/2024
Ek insaan daraya gaya, tod diya gaya jitna toda ja saka, phir bhi uska agla kadam badta raha us disha mein, jis disha mein usne itna sab saha, mano usne khudko us jhoot pe yakeen dila diya tha ki, use amar hone ka vardaan hai