Vinay Kumar
Fear ek powerful emotion hai. Jaha ek taraf fear aapko pichhe le jata hai, aapki power me sendh lagata hai wahi dusri taraf aapki safalta aapka intejaar karti hai. Bas fear ko par kar liya to wahi success hai.
Sawal hai fear ko par kaise kare.
4 raste hai:-
1. Fear ke karan apne kadam ROK lijiye, pichhe rah jayie, ya jaise haal me hai Usi me rahiye. Bahut log aisa karte hai.
2. Fear ko ji jayie. Pure hosh me, dhyan se fear ko feel kijiye. Kaampiye, thartharayie, gala sukhne dijiye, sar dard hone dijiye, har wo cheej jo aapke saath ho rha hai, physically, mentally, emotionally ho jaane dijiye. Har emotion ki ek quality hoti hai. Negative emotion ko ji liya to wo khatm ho jata hai, positive emotion ko ji liya to wo badh jata hai. Kuchh hi log is niyam ka palan karte hai.
3. Jis cheej se fear hai us par mastery kar lijiye. Expertise fear ke liye English medicine hai. Aapko tatkal rahat milega. Bahut log aisa karte hai.
4. Ek aur upay hai ---- paisa. Mera personal favourite.
Aapke paas active nhi passive income ka ek bahut accha source hona chahyie. Jab paisa apne aap aane lagta hai to aap paise par dependent nhi hote. Aapka kaam, aapka action paise ke liye nhi hota. Paisa aapka power ban jata hai. Yakin maniye bahut bada power aur self confidence. Fear bahut chhota ho jata hai. Aap kisi bhi celebrity ko dekh sakte hai example ke liye.
Gulami ek mansikta hai. Jab dil ka kaha na kar paye. Hamare soch par kuch aur haawi ho jaye to samjhna chahyie ki gulami ki janjire abhi tuti nhi. Kisi aur ke hisab se ham chalne Lage, chahe boss, ya customer ,ya frnds ya ristedaar to samjhana chahyie ki gulami ki jare abhi bhi hai.
एक फकीर घूमता घूमता एक राज्य में आया. पूरे दिन इधर उधर भटकता रहा और शाम को पुराने खंडहर पर पहुंच गया. वहां रहने वाले गड़ेरिये ने दया कर फकीर को भोजन दिया. फकीर ने भोजन किया और वहीं जमीन पर लेट गया. सुबह भ्रमण करते हुए संयोगवश राजा उसी खंडहर के पास आए. फकीर वहीं बैठा था. राजा ने फकीर से पूछा कि कैसी बीती रात, कुछ दिक्कत हो तो राजमहल चलो. फकीर ने अहंकारवश कहा कुछ आप जैसी बीती कुछ आपसे अच्छी. राजा चकित था उसका अहंकार देखकर. राजा ने पूछ लिया मेरे से अच्छी कैसे बीती. फकीर ने पुनः अहंकार से कहा. आपको राज्य की चिंता होगी, पुत्र की चिंता होगी, आपके पास अपने लिए समय नहीं होगा परन्तु मुझे कोई चिंता नहीं, मेरी यही जिंदगी मस्त है, यही खंडहर मेरा राजमहल है.
यही हाल आज सबका है. लोग अपनी स्थिती बदलने को तैयार नहीं. खंडहर को ही राजमहल समझ लेते हैं. आपने कल जो किया उससे आपका आज बना. आज सही कदम उठा कर कल को सही बना सकते हैं
Click here to claim your Sponsored Listing.