Awaaz-e-Haq

Awaaz-e-Haq

Share

01/01/2026

Dil todna bahut aasaan hai,
lekin Allah ke nazdeek kisi ka dil dukhana bahut badi baat hai.”
Agar jaane-anjane me aap se
kisi ka dil dukh gaya ho,
to ego chhod kar maafi maang lo —
shayad wahi maafi
aapko Allah ke aur kareeb le aaye 🤍
👉 Dil jeetne wale bano,
kyunki Allah dilon ko jaanta hai.

30/12/2025

Maa-baap ki tarbiyat ka asar hota hai…
lekin har insaan apne amal ka zimmedaar hota hai.
Islam ka logic bilkul seedha aur insaaf par based hai.
Agar maa-baap ne apna farz nibha diya,
to bachche ke gunah ka bojh un par nahi aata.
Video poora dekhiye,
sochiye… aur apni rai zaroor batayiye. 🤍

27/12/2025

जब किसी शब्द का गलत मतलब फैलाया जाए,
तो सच बताना ज़रूरी हो जाता है।
इस्लाम में “जिहाद” का मतलब आतंक नहीं,
बल्कि आत्म-सुधार और नैतिक संघर्ष है।
📌 यह वीडियो केवल ज्ञान और शांति के उद्देश्य से है

21/12/2025

Agar Khuda hai toh duniya mein itna Andher kyun? | Awaaz-e-Haq

16/11/2025

Dhruv Rathee — one of the most influential digital educators of India

16/11/2025

Islam Makhachev becomes the new UFC Welterweight Champion!
India mein UFC fans ke liye badi khabar 🙌🔥
Kya aapko lagta hai Makhachev GOAT list ke kareeb aa gaye?”

16/11/2025

My first video ❤️
A small tribute to Supreet Kaur for making Chamba proud.
Thank you for your support 🙏

15/11/2025

Bihar Election 2025: NDA की प्रचंड जीत | कौन बनेगा अगला CM?

Want your business to be the top-listed Media Company in Chamba?
Click here to claim your Sponsored Listing.

Category

Website

Address

Village Mangla Post Office Mangala District Chamba
Chamba
176314